Part 11
HM: Hum is thane ki SHO Haseena Malik.
Krisha: ips Krisha Kapoor.
HM jab awaz sunti hai to heran ho jati hai
and then Krisha turned back To HM,
HM Shocked
HM: karishma singh ap, aap aa gaye, apko pata humne aapko kaha kaha nahi dhoonda,
bohat intizar Karwaya hai Apne, aap nhi jante hum apko hamare samne dekh kr aj Kitna Khush hai, hum itna khush hai ke apko bayan nahi kr sakte.
{ HM KK(Krisha Kapoor) ko dekh kr itna khush hoti hai ki unki ankhoon se khushi ke ansoo beh jate hai}
She turned forward to hug Krisha and Hugged her tightly. Saying hame pata tha aap hame chor kr kahi nahi ja sakti,
Krisha wants to stop HM from hugging But She will somehow doesn’t stop her,
hug k Duran KK ko Kuch mehsoos hota hai, but woh kya mehsoos hota hai ye unko samaj mei nahi aa Raha hota
Sab peeche kare ho kr unki batain sun rahe hote hai,
Santu age aati hai or kehti hai
SS: madam sir ye Karishma madam nahi hai, ye Krisha kapoor hai.
CC: yehi bat to hum apko batana chahte the bahir, pr himmat hi nahi hui maddamsir.
Krisha insab ki batain peeche kari ho kr sun rahi hoti hai, pr usko samaj mei kuch bi nahi a raha hota, ke uske sath kiya ho raha hai.
HM : Ik min ik min aap ke kehne ka mtlb hai ye Karishma Singh nahi hai ye koi or hai, aesa kese ho sakta hai santosh sharma ye karishma Singh hi hai.
billu: ap bi wahi dokha kha Gye Jo hum sab kha gye the
HM: pr aesa kese ho sakta hai?
KK: yehi to hame nahi samaj me a raha jab se hum mpt mei aaye hai tab se jisko dekho hum ko karishma bula rahe hain, zabardasti karishma bnane pr lage huwe hai, hum karishma nahi krisha hai.
HM TO PJ
Wo ankho hi ankho mei baat Karte hai, then HM Waha se Chali jati hai cabin mei, or unke Piche Pushpa G bi, or baki sab bi krisha ko chor kr.
Krisha goes to GYM, she is sitting on the bed.
Krisha apni pocket se ik band nikali hai (friendship band) or usko dekh kr kehti hai, hame kuch samaj nahi a raha ye hamare sath ho kya raha hai, jab se yaha aye hai tab se sab hame karishma bula rahe hai, hame kuch samajh mein nahi araha, Krisha ki nazar achanak wall clock ki taraf parti hai, o shitt! Itna time hogya, hame to ghar jana hai,
Wo uth kar bahar aati hai btane ke liye k wo ghar ja rahi hai par unhe koi nazar nahi ata to wo bina kahe hi chali jaati hai.
HM’S Cabin
HM: Ye kese ho sakta hai, hum man hi nahi sakte k wo ks nahi kk hai,
PJ: hamari to kuch samajh mein nahi araha ke wo aesa kese bol sakti hai ke wo ..
HM: in deep thought
Santu sees ms in deep thought
HM: in mind aisa kaise ho sakta hai ke wo ks nahi koi or hai, hum maan hi nahi sakte, hamara man manane ke liye tayar hi nahi hai, wo ehsaas Jo ks ke hone SE hame hota hai, unse mil kar bilkul waisa hi ehsas, wahi apna pan, kaise mumkin hai agar wo ks nahi hai to?
Santu: MS kiya soch rahi hai, wahi jo karna chahiye iss waqt,
CC: pr kiya MS
PJ MS ko observe kr rhi hoti hai ke wo ab kiya karne ka soch rahi hai,
HM: laptop laiye SS
SS: G MS
Santosh laptop le kr a jati hai?
SS: ye lijiye MS
{ PJ, CC, SS & Billu abhi bi ye soch rahe hote hai ke MS ab kiya karne wali hai.
MS: agar ye sach keh rahi hai ye KS nahi KK
Hai to ye baat hume internet se pata lag jaye,
HM to SS: kk ke bare mai search kijiye, hum bi dekhte hai
Krisha’s house
Jab wo ghar ke andar enter hoti hai to , tabhi ek bacha unke pass a kar hug krta hai, she hugged him back, saying arman mera bacha; kaise ho app, mama ko miss to nahi kiya aap ne?
Armaan: nahi bilkul bi nahi, aap batao kaisa tha aap ka first day job par?
Krisha: kuch sochne lag jati hai par muskurate huye armaan ko batati hai k bohat acha tha aaj ka din, chalo main aap ko khana khilati hu bhook lagi hogi na aapko ao,
Armaan nodes in yes,
Krisha feeds Armaan with her hands, after having food, krisha Arman ko sulane ke liye room mei le jati hai.
Kuch hi time main Armaan so jata hai, Krisha kisses Armaan’s hand and forehead and covers him with a blanket.
She then goes to the window
Krisha waha khade ho kar Asman ki Taraf Kuch der tak dekhti hai, phir drawer mei se wahi (friendship) band nikalti hai or usko dekh kr man me sochti hai. (kiya hum hi Karishma singh hai)
IN FB ( it is now revealed that 2 years before, jab KS ka Accident hota hai to she has been saved by a couple, sir pe chot lagne ki waja se ks coma mei Chali jati hai, wo couple unko apne Ghar Amritsar le jata hai as wo akela nhi chor kr ja sakte the ( kyunke unke paas koi identification proof nahi tha or waha wo 6 months tk coma mei rehti hai, hosh me ane ke bad unhe Kuch bi Yaad nahi hota, apna Nam bi nahi, bas yaad ke tor pr ik bracelet (friendship) band
Hota hai) FB ends
She turns back and sees Armaan sleeping peacefully, wo Armaan ke paas ja kar Armaan ko hugi krke so jati hai.
Thana, HM’s cabin
SS: MS mil gaye information KK madam ki,
HM: smiles while seeing Krisha’s biodata
HM: humne kaha tha na ye Karishma Singh hi hai