Part 15
santu bi pounch jate hai Thana,
(Billu, PJ, CC )
UN teeno ko paratna karte dekh kr santu bi unsab ke Sath mil kar paratna krna shuru kr deti hai,
Kapoor mansion
MRs Kapoor Thora pareshan ho jati hai HM ke phone par pictures ki details dekh kar
HM: hum apko puri baat tafseel se batate hai
{ HM Mrs. Kapoor ko puri baat batati hai, Kaise wo or ks mile or 2 Saal pehle Kaise ks ka accident Huwa or wo Khai se, tab se wo missing thi, bohat dhoonda pr Kahi koi bi koi Khabar nahi Mili, phir 2 Saal bad kese wo unke samne Krisha ban kar aye )
HM: Hamara bass aapse Ek hi sawal hai, aap ka Karishma Singh Kaha Mili?
Thana
Krisha comes to Thana, wo Thora heran Hoti hai aise sab ko dekh kr,
krisha pehle to sochti hai k wo unko bulaye par, phir sab ko aise itni gehrai mei paratna karte dekh kr nahi Kuch bi kehti or Aram se ja kar chair or beth jati hai
krisha feels some strange connection with the chair when she sits, she doesn’t know what it is, but she feels peace.
Krisha in Mind ( AJ bi MS nahi hai Yaha thane Mai, Kahan hai wo, pouchu Kiya Santosh se, nahi wo pata nahi Kya samjhe ge,
krisha apna hath pocket Mei dalti hai or Wohi bracelet ( friendship band) nikalti hai or usko dekh kr sochti hai pata nahi kisne diya tha ye hame, jisne bi diya ho gaya, hum uske Liye bohat khass honge or wo bi hamare Liye isliye to hamari dhundli or purani yadoo ke nam pr Sirf ye bracelet hai Hamare pass,
Kapoor Mansion
HM jab Mrs Kapoor ko Karishma ke bare mei Bata Rahi Hoti hai, or sath sath pictures bi dikha rahi hoti hai to unhe picture me ik wo wali picture bi Hoti hai jaha KS ne same bracelet pehna hota hai,
Mrs. Kapoor: Zara peeche kariye na
HM, dubara se wo bracelet wali taswir dikhati hai,
Mrs. Kapoor HM ka phone Apne hath mei Le leti hai ( in FB she remembered about Krisha with bracelet and her connection with it )
Mrs. Kapoor: aaye aap ko batati hu
Mrs. Kapoor HM ko Apne room mei Le jati hai or Almirah mei se ik Photo nikalti hai Ik couple ki ye mere bete or bahu hai, inhi ne Aap Ki Office ki Jan bachai thi, Arav ( Mrs. Kapoor’s Son) NY jab KS ko hospital mei admit karwaya tha to unki halat bohat kharab thi, ik bar Kisi ne hospital mei hi unki Jan be Lena chahe, oxygen cylinder ko CO² ke cylinder se Badal kar, us incident ke bad Arav ne krisha ko Amritsar Le Jane ka faisla Kiya, Kyunke Waha krisha ki Jaan ko khatra tha or Arav risk nahi Lena Chahta tha
HM, bohat hi Aram se unki batain Sun Rahi Hoti hai, but she is a little bit Shocked upon hearing k Kon hai Jo KS ki Jan Lena Chahta tha hospital me?
MRS Kapoor: Arav ka koi behn Bhai nahi tha wo Akela hi tha Lekin krisha ke ane k bad to jaise ushe APNI Behan mil Gaye ho krisha ke Roop mei
Yaha tak k jab tak krisha Coma mei Rahi, Arav or uski biwi ( sulekha ne bohat hi khayal rakha khass tor par ke krisha ko kisi bi Tarah se koi pareshani na ho )
jab krisha Coma mei thi to Arav Chahta tha ke jab bi wo krisha se baatein Kare to uske naam se bulaye par kisi ko bi naam nahi tha pata to usne hi Krisha nam de diya or hum sab ko kaha k ab se isko hum krisha bulayenge,
HM: naam to koi bi hosakta tha par, Krisha hi Kyu
Mrs Kapoor: Krisha isliye k unka ana Arav ki Zindagi mei ksis Kush qismati se Kam nahi thi, it’s Miracle in her life, Arav ne bilkul Apni CHOTI Behan ki Tarah rakha hai krisha ko, or krisha bi Arav ko bilkul apne bade bhai ki tarah saman deti, { MRS kapoor HM ko Krisha aur Arav ki pictures dikhati hai ek sath me}
HM: wo abhi kaha hai, hume unse ik baar to mil kar unka shukriya ada Karna chaiye, huum zindagi bhar… ( is se pehle HM kuch bol paati )
Mrs Kapoor: Arav ab nahi Raha
HM: hum samjhe nahi
Mrs. Kapoor: ik car accident mei mere bete or bahu ka dehant hogya ik Saal or Kuch mahine pehle)
HM: maaf kijiye Ga hame maloom nahi tha.
Thana
sab ke sab paratna khtm krke peeche murte hai k wo krisha ko chair pe betha dekh kr heran ho jate hai
Everyone: Jayhind Madam
krisha: Jay Hind
PJ: Madam ap kab aye
Krisha: Jab ap sab paratha kr Rahe the
PJ: ap ne awaz Kyu nahi di.
Krisha: sab log bohat man se paratna kr Rahe the, to socha ke disturb nahi karte,
chaliye ab sab Apne Apne Kam pe lag jaye
Krisha: Santu ( the way Karishma calls Santosh as santu)
Santu: hu ( shocked)
Krisha : ( realized something strange) Santosh Sharma ye report tayar hai ap usko store room mei rakh de or hame last one-month ki summary report chaiye, jis se hame data le kar is file me add Karna hai,
SS: G madam laye.
PJ APNI chair pr ja kr beth jati hai or beth kr register mei Kuch likhna Shuru kr deti hai ( aesa lag Raha hota jaise wo register pr likh Rahi hai but actual mei wo Kuch soch Rahi Hoti hai)
Kapoor Mansion
HM: Kiya ajeeb itfaq Haina krisha or Karishma ka matlb ik hi hai {Miracle} )
HM to MRs Kapoor ( ap bura na maniye to ik request kr sakte hai please Kya aap hamare Sath Lucknow ja sakti hai , take hum ye sabit kar sake k wo Karishma Singh hi hai, hame to pehle se hi yaqeen tha k wo KS hi hai but apto jante ho hum kis department mei hai, wo saboot mangta hai, gawa mangta hai)
please it’s a request
to be continued