Mahakaali 12th November 2017 Written Episode, Written Update on TellyUpdates.com
Scene 1
Shiv feedds modaks to Ganesh. Parvati says to Kartik do you think there is a difference between me and Kritikas? When I came did their value lessen? He says no ma. Parvati says then why would your value be lessen when Ganesh came?
Ganesh saays to Kartika I prepared this modakk for you. Lets eat it. They both sit down to eat it.
Shiv says to Parvati told you our kids will test us. Parvati says we will face it.
Ganesh says I amm this for because of my parents. I will be Kartika. Indra says Vinayak is so wise. Kartika leaves in anger. Kartika comes to Parvati. He sees Ganesh sitting with Parvaati and Shiv. Ganesh says I came here to call them for food as well. Indra says great Ganesh. Kartika says what is all this. Ganesh is not so great. Parvati says Kartika says what are you saying? Kartika says we will choose who becomes prince on base of a challenge.
Parvati says I gave ganesh this honor. But if you want to challenge him so be it. This is for anyone who thinks Ganesh is not deserving enough. Everyone says no. Parvati says so this is just between Kartika and Ganesh.
Parvati says challenge between brothers is not healthy. Shiv says this might strengthen their bond. Ganesh comes and says I don’t want to be part of the challenge. Let him be prthampooj. Shiv says you can’t see the reason behind it. This challenge should be completed. Kartika says to Parvati I want to tell the world that Ganesh is prhtam pooj because he deserves to be. I have no intentions to fight him. I want to show the world what my brother deserves. I am doing this because Indra said pratham pooj is Ganesh because he is Kali and Shiv’s son.
Scene 2
Ganesh is taking rounds. He says you are a fighter. I am a fat guy who just eats. Ihave to exercise a bit. Kartika says this challenge is without any grudges. you will understand me soon. ganesh says give me blessings. Kartika says fighter doesn’t need blessings. Kartika says you have to give me something too. He says I am younger so i can’t give you blessings. Parvati comes and says you both are everything to us. Show that you both are good fighters.
Scene 3
The competition starts. Kartika and Ganesh come. They touch Parvati and Shiv’s feet. The competition starts. They both sit on their peacocks. Ganesh is running. He is tired.
Kartika says stop me if you can. Ganesh gets tored. He looks at Parvati. Ganesh dances in opposite direction. Parvati says what are you doing? He takes rounds are shiv and parvati. Kartika comes back. Everyone cheers for him. Ganesh says congratulations. Shiv says Parvati will announce the winner. Parvati says the winner is Ganesh. Everyone is dazed. Kartika says but why? He didn’t even run after me. Karitka says he didn’t fulfill the challenge. Parvati says you had to do three tasks for the universe. SO did ganesh. For kids their parents are the universe. Kartika says this is favorism. You have really hurt me. I won it and you decided to make him the winner. He leaves in anger.
Scene 4
Andhak is in his cave. He sees someone. He says welcome guru. Its Rishiwar. He says help me in becoming a fighter. Make me the most powerful. Don’t ask me what will I do with that power.
Parvati recalls Kartika’s words. Shiv comes. She says what should I do now? He says don’t let emotions take over the facts. You did it right. Parvati says but Kartika is dazed. I made him upset. I will talk to him. Shiv says Kartika has left Kelash. Kartika is going out. Parvati says no my son can’t leave me. He can’t do this to his mom. She shouts Kartika. KArtika stops. but he recalls her making Ganesh winner. He goes out.
Andhak says to Rishiwar tell me how can I become the most powerful. Andhak says do you accept it? Rishiwar says okay i accept it.I will make you the most powerful.
NO Precap
Update Credit to: Atiba
8 Comments
this question for mahira didi. Didi please mujhe bataiye ki kanyakumari mata aur Krishna Ji and banasur me sambhandh Matlab mujhe poori kahani batayen please di please.
kartik….banasur ka story alag hai actually banasur bali maharaj ka beta tha bali ke pita the vilochan aur unke pita the prahalad ,i think u know the story of hiranyaksh and hiranyakashap hiranyaksh aur hiranyakshap actually mein asur nai the woh dono actually vishnu k bhakt jay aur vijay the jo ki vaikunth lok mein vishnu k do guards hua karte the kuch stories mein to yeh bhi kaha jata hai ki jay vijay k roop mein ane de pehle in dono bhaiyon ka janm vishnu k kaan ke mail yani dust se hua tha in dono ne shakti ki tapasya karke apne icha se marne ka vardan manga tha in dono bhaiyon ka naam us waqt madhu aur kaitabh tha in dono asuro ne bharhma ji ko khane unke piche bhage tab bhrahma ji ne vishnu ji se request kiya unko bachane k liye lekin vishnu ji tab yog nidra mein the is liye vishnu ji ko uthane k liye bhrahma ne shakti maa ko yaad kiya tab adishakti ne vishnu ka help kiya vishnu neend se uth gaye and vishnu ka madhu kaitabh se baht time tak fighting hua ise tarah agar fighting chalta raha to shristi ka kya hota is liye vishnu ka help karne k liye adishakti ne madhu kaitabh pe maya chalaya tab un dono asuro ne vishnu se kaha ki hum tumhare patience se khush hai hum dono tumko vardaan dena chahte hai tab vishnu ne unse kaha ki thik hai pehle vachan do ki jo mangunga wahi vardaan mujhe doge tab un dono ne vachan de diya vishnu ko uske baad vishnu ne vardaan manga ki tum dono ka mere hatho nash ho to un hone socha ki agar woh ab yeh vardaan vishnu ko nai denge to unka vachan tut jayega fir future mein koi asuron ke vachan pe vishwas nai rakhega is liye madhu kaitabh ne kaha ki tum hum dono kahin ese jagah pe mar sakte ho jahan pani na ho tab vishnu ne un dono ko apne knees pe bithake un dono ko apni gada se mar diya ….adishakti k help k wajah se vishnu ne madhu kaitabh ko mara tha ise liye shakti ko madhukaitabh nashini kaha jata hai….and phir madhu kaitabh ko vishnu k hatho marne k baad us sharir se mukti mil gaya aur woh dono vishnu je k do guards ban gaye jay and vijay …..wahi jay and vijay jo ki vishnu k guards the aur ek din bharahma ki ke bete vishnu ke darshan k liye vaikunth mein aye tab in dono guards ne unko yeh kehke roka tha ki vishnu abhi rest kar rahe hum aapko andar jane deke unko disturb nai kar sakte is liye aap baad mein ajaye tab bhrahma k bete naraj hoke un dono guards ko shraap diya ki tum dono ka is prithvi pe tin baar janm hoga vishnu k shatru k roop mein and vishnu k hatho mrityu hogi tumhare uske baad hi tum dono vaikunth mein phir se wapas asakte ho
iske baad jay and vijay ne 3 baar dharti pe janm liya tha pehla janm hiranyaksh and hiranyakashap k roop mein dusra janm kumbhakaran and ravan k roop mein aur teesra janm Dantavakra aur shishupaal k roop mein hua pehle janm mein hiranyaksh vishnu k varah roop k hatho mara gaya aur hiranyaksahap narsingh avtar mein vishnu k hatho mara gaya aur phir agle janm mein ravan aur kumbhkaran ram k roop mein vishnu k hatho mare gaye aur dwaparyug mein krishna k roop mein shishupal aur dantvakra ka ant hua
hiranyaksh ko varah roop mein vishnu ne prithvi devi ki raksha k liye mara aur hiranyaksahap se apne bhakt aur uske bete prahlad ki raksha k liye narsingh k roop mein vishnu ne mara tha uske baad vishnu ne prahlaad ko vachan diya tha ki prahlad k 22peedi (generations)tak vishnu kiseko apne hatho se nai marenge prahalad ka beta tha virochan jisko indra dev ne mara tha aur unka beta tha bali jisko vaman avtar leke vishnu ne patal bhej diya tha wahin bali ka beta tha banasur jiska rajya shonitpur mein tha banasur shiv ka bhakt tha usne shiv ki ghor tapasya ki thi is liye shiv k darshan milte hi usne unse kahin vardaan mange usne un se vardaan manga ki jabhi woh shiv ko bulayega woh uske sath rahenge tab tak jab tak woh unke khud jane k liye nai keh deta phir usne ek aur vardaan manga ki usko ek sahastra hath mile aur un ek ek hatho mein ek sahastra hathiyon ka bal ho uske bhujaon mein sahastra hathiyon ka bal tha uske ek sahastra bhuajein the is liye woh shakti shali ho gaya tha usne ek aur vardaan bhi manga ki uska ant kise kumari kanya yani ki kise virgin girl k hatho ho shiv ne sare vardaan de diye banasur baht powerful to ban gaya tha lekin sath hi sath woh apne powers ko control nai kar pata tha is liye usne kahin logo ko nuksan pahunchaya use apni galti ka realise hua to usne shiv se kailsah mein ake request kiya ki woh jo bhi kar raha hai jaan bujhke nai kar raha apne powers ko woh control nai kar pa raha is liye ise pehle kise aur ko woh apne powers se nuksaan pahunchaye use pehle woh yeh chahta tha ki shiv uske sath rahe and usko sahi guidence de apne powers ko utilize karne k liye tab shiv ji ne banasur ke kehne pe uske sath shonitpur mein rehne lage lekin use dheere dheere shiv se jealousy hua use laga ki uske rajya mein shiv k ate hi sab shiv ko jyada attention dete hai jab ki banasur pure rajya ka raja hai is liye woh shiv ko jane k liye kehta hai wapas kailash mein woh bhi unka insult karte hue yeh dekhke maa parvati krodhit ho jate hai aur adishakti k roop mein ake banasur ko marne ate hai lekin tab banasur shiv aur parvati se apne misbehaviour k liye shama mangta hai aur shiv parvati ko shant karte hai uske baad parvati aur shiv se ek bete janm hote hai jo shiv ji aur parvati ki bete the uska naam usha rakhte hai and phir banasur ko shiv parvati apne bete usha ko ashirvad k roop mein de dete hai banasur ne usha ko adopt kiya tha apne bete k roop mein tab baad mein kailash mein usha ko parvati ,shiv ,kartikey aur ganesh ne unko shiksha dikhsha bhi di guru banke lekin uske baad banasur ne shonitpur se ake usha ko lene ata hai usha ko kailash se vida karte waqt kailash mein shiv aur unke family important logo ko jaise ki devtaon ,parshuram ,balram ese baht sare logo ko invite karte hai usha ko realise hota hai ki uske dad banasur se jyada powerful bhi is sansar mein hai jaise ki parshuram ,kartikey,devta ,saptrishi ,ar balraam to apni bete usha se baki logo ki prashansha sunke banasur gusa ho jata hai aur apne bete usha k samne apne shaktiyan dikhane k liye kartikey parshuram aur balraam ko harake laut ta hai yeh tino hare nai the banasur se yeh tino banasur k samne is liye haar man gaye the kyuki yeh tino nai chahte the ki inki ladai shiv se ho is liye yeh tino banasur ko jane dete the lekin banasur ne socha ki woh baht shaktishali tha aur is liye woh in sabko easily hara paya tab dusri aur banasur k bete usha ko krishna k bete pradyumna k bete anirudh se pyar ho gaya tha us waqt asur yaduvanshiyon ko apna shatru samjhte the lekin yeh sab janne k baad bhi usha aur anirudh ne chupke gandharv vivah kar liya banasur ko pata chalne k baad usne anirudh ko bandi bana liya tab krishna ne ake anirudh ko banasur se azad karwaya aur usko ek last chance diya lekin banasur yudh chahta tha us yudh mein shiv ji ko banasur ne bulaya shiv aur krishna k beech fight hua aur phir krishna se har manke shiv wahan se chale gaye tab krishna ne guse mein ake banasur par apna sudarshan chakra chalaya aur banasur k sahastra bhujaon ko kaat diya jise banasur ka ahankar bhi nasht ho gaya lekin ise pehle ki krishna banasur ko chakra se marte shiv ne krishna ko yaad dilaya k vishnu roop mein unhone khud prahalad ko vachan diya tha ki uske 22 peediyon tak woh kiseko khud nai marenge at last banasur ko apne galtyon ka ehsaas hua usne krishna se maafi manga shiv se aur sabhi se maafi manga usne usha aur anirudh ka dhumdham se vivah karwaya aur is tarah usha anirudh k pyar ne do dushmano mein bhi sandhi karwa diya aur kuch saalo baad banasur phir se ahankari ho gaya use laga ki uska ant ek kumari kanya hi kar sakti hai lekin kumari kanya to shaktihiin hai is liye usko koi mar nai sakta
kehte hai ki us waqt parvati ka ek bhai tha kronch jismein ahankar tha ki woh baht shakti shali hai ek din usne parvat roop mein apne ahankar k wajah se rishi agastya ka apman kiya tha aur is wajah se rishi ne usko shraap diya tha ki uska ant shiv ansh k hatho hoga aur esa hua jab usne apne hi pita himalaya k rajya mein ake sabko pareshan kiya sabkuch apne vash mein karne ka koshish kiya tab banasur ne usko yeh sab karne mein help kiya tha is liye kartikeye ne ake kronch se yudh kiya aur woh shiv ansh bhi the is liye kartikey k hathon kronch ka ant hua jise dekhke parvati ki maa menavati ne kaha ki yeh anyaya hai ki jo bhul banasur aur kronch ne milke kiya tha uska dand sirf unke bete kronch ko mila lekin banasur woh to abhi bhi jinda hai menavati ne parvati se vachan manga ki woh banasur ko khud apne hatho se marenge aur parvati ne menevati ko yeh vachan diya ki woh banasur ko marenge aur is liye parvati ko ek baar phir janm lena pada
us roop mein unka naam kumari hota hai aur banasur ko jab pata chala ki kumari k roop mein parvati ne janm liya is liye banasur ne sabhi kumari kanyaon ko marriage karne k liye niyam banaya lekin kumari ne vivah nai kiya tha to usne socha ki kumari ko apne pehle janm k bare mein yaad dilayega kumari ko guide karne k liye vishnu unke guru aur laxmi unke dance teacher k roop mein aye the kumari ko shiv k bare mein apne guru yani k vishnu se pata chala phir kumari ko is janm mein bhi shiv se prem hua usne socha ki woh shiv se hi shadi karenge lekin shiv samadhi mein the parvati se alag hone k baad kaha jata hai ki kumari ko darshan dene se pehle kumari ne pratigya ki thi ki yadi shiv unke bulane pe nahi aye to woh kabhi shadi nai karenge aur kise bhi roop ya janm mein shiv ka varan nai karenge is liye shiv apne samadhi se jaag gaye aur unke samne ane se pehle hi vishnu ne unse request kiya ki shiv kumari ko shiv roop mein darshan na de shiv ne ek bhrahman k roop mein kumari ko darshan diya aur apne life ka aim ko fulfill karne ka guidence diya uske baad kumari ko jabardasti shadi karane k plan se banasur wahan aya lekin kumari ne banasur se fight kiya aur uske baad banasur ko kumari k roop mein parvati ne mara us jagah ko kanyakumari kaha gaya ….aur phir parvati ko pata chala ki kumari ko darshan dene shiv bhrahman k roop mein aye the is liye parvati shiv ka varan karke kailash wapas ate hai aur jis jagah mein unhone banasur ko mara tha wahi jagah kanyakumari k naam se jana gaya …..this is the whole story of banasur,krishna and kanyakumari
aur kumari k roop mein parvati ne jis jagah banasur ko mara tha woh jagah kanyakumari k naam se jana gaya
thank you Di