thanks guys for your awesome comments. wr are three besties- shrusvri. since we enjoyed a lot being silent readers, we decided to write our own FF. i hope you liked our track. Now, here’s our second episode.
Episode-2
Sonakshi calls Riya………..
Riya: hi! sona di ,How are you?aaj aapne itne dino baad phone kiya aap kaise ho…woh chodo devakshi kaisi hai………..aur rohan kaise hai….main jab last time aayi thi tab apne mere saath bahut masti ki thi ang you know what aap aur khush ho jaoge yeh sun kar ki ab mera Mumbai aana jana laga rahega for a business deal.
Sonakshi: wow! That’s good.
Riya: accha aapne phone kiya toh kuch hoga batane ko….mai toh…..
Sonakshi(interrupting riya): bas riya bas! tum chup rahogi toh hi main kuch bolungi na……..
Riya: sorry di, you continue
Sonakshi: main ek din ke liye delhi aa rahi hoon!!!
Riya(shocked): WHAT…………Matlab………………….
Sonakshi: who devakshi ko apna birthday delhi mein celebrate karna tha aur rohan ki bhi ek meeting hain. So, hum delhi aa rahe hain.
Riya: ok di, main aapke rehne ke arrangements karva deti hoon kisi hotel mein.
Sonakshi: thanks!
(oh riya’s background dev says that its saurabh’s daughter nandini’s b’day. So, they have to go to bose house)
Sonakshi: saurabh dada, ne shaadi……….unki beti…………..lagta hai main sach mein unke liye sach mein ek stranger hoon.(she cries)main vahan kisi se nahi mil sakti par apni niece aur bhabhi ko wish toh kar sakti hi hoon.
SCENE CHANGE —-
Rohan: (talking in his phone)ha,Mumbai ki 3 tickets book kar dijiye. Ha, ek din ki trip hai so…..
Devakshi: ek din ka nahi,ek mahine ki trip hai….
Rohan: what……….i will call you back. Ab tumhare khurafati dimag mein kya pak raha hai. Tum jaanti ho na agar sona ne kuch decide kiya hai toh use bhagwan bhi nahi badal sakte aur uss sherni ko tum hi mana sakti ho mujhse toh nahi hoga.
Devakshi: ha, aur vaise bhi yeh tumhare baski baat nahi hai. Tab tak chalk e meri help kijiye packing mein.
Rohan: cool,chalo.
SCENE CHANGE —-
Devakshi: (keeping her toys on the bed)ab jab hum ek mahine ke liye jaa rahe hai toh bahut sare samaan ki zarurat padegi. Mere sare toys aur yeh teddy bear, iske bina toh mujhe neend hi nahi aati.
Rohan: ha, saare toys rakh lo bahut masti karenge.
Devakshi: ha, aur mumma ko kuch mat batana.
In the airport,
(devakshi with much difficulty carries her bag)
Sonakshi: devakshi yeh bag mujhe de do mein utha leti hoon.
Devakshi: nahi, mumma logon ko apna bhoj kud uthana chahiye. Ab apna saman mein aapko kaise uthane doon.
Sonakshi: very good, kisne bataya ki logon ko apna bhoj khud uthana chahiye. Rohan ne ?
Devakshi: of course, mumma.
Rohan: koi baat nahi devakshi main utha leta hoon tumhara bag.
Devakshi: yeh lo rohan.
Sonakshi: rohan ko toh easily de diya…..mujhe kyu nahi diya……iss bag mein hai kya?
Devakshi: clothes mumma, aur kya!!!
Sonakshi: but itne kyu? Hum toh sirf ek din ke liye jaa rahe hai.
(devakshi and rohan sees each other)
Rohan: toh kya hua, clothes hi toh hai!!! Chale hamari flight ki announcement ho gayi hai…..
Sonakshi: ha,chalo.
PRECAP: Sona: Rohan, Devakshi kaha hai??
Rohan who was attending his call….
Rohan(on phone): I’ll call you later..
Rohan(to Sona): Devakshi kaha gayi matlab? Tumhare saath hi toh thi…
Sona: Nahi! Mujhe laga tumhare saath thi..
Rohan: Nahi……!!!