Part 19
KS sees Armaan sleeping peacefully in her room, She picked up while sleeping
{ Jaise hi KS Armaan ko uthati hai to sath hi ks ka dupatta arman ke face pr a jata hai, jisse arman ka face cover ho jata hai ( Armaan ks ki chuni ko apne hatho mei le kar hug ke ko ju soya hota) isliye HM Armaan ka face nahi dekh pati }
HM: hum aapki madad kare
KS: nahi hum karlenge
KS: take him to the car
HM drives the car,
HM, KS or Armaan HM’s house pounch jate hai
HM ke Ghar par KS or Armaan ka welcome bahut hi shandar tarike se hota hai
KS HM ko ishare se poochti hai ke Armaan ko kis room mei le kr jao,
HM KS ko PJ ke room ki taraf ka ishara krti hai
KS Armaan ko PJ ke room mei sula deti ha take Armaan ki neend disturb na ho
KS ke PJ ke room mei jane ke bad HM bi apne room mei chali jati hai
HM’s room
she is offering morning prayer;
HM Dua mangti hai or Dua Mai shukriya Ada Karti hai kyunki KS unke sath hai ab ( ya Allah tera Shukar hai Jo tone hame KS se milwa diya bas ab unki yadast bi wapis LA dijiye aur hamari madad kijiye us insan ko dhoondne mein jis ne hospital me unke sath, hum us insan ko bohat jald dhoond kar usko uski galti ki saza denge jisne hamari karishma ke sath wo sab karne ka socha )
PJ HM ko dekh Rahi Hoti hai dua mangte huwe, unke hatho mei haldi wale doodh ka glass bi hota hai
Dua mangane ke bad jab HM peeche PJ ki taraf dekhti hai to pouchti hai aap Yaha kab aye?
PJ’s room
Armaan ko sulane ke bad jab KS turned back, to unki nazar deewar pe parti hai,
KS deewar ke pas jati to wo waha pr Kafi zayada pictures dekhti hai unki PJ ke sath, HM ke sath, SS ke sath, or darmayan me photo hoti unki mpt family ke sath,
KS pictures ko dekh rahi hoti hai [ wo bade pyar se un tasveero ko chukar us ehsas ko mehsoos karne ki koshish karti hai, she smiles seeing a picture in which { PJ ne HM or KS dono ke kan pakre hote hai} , ]
HM’s room
PJ tray ko side table par rakhti hai then she goes near to HM and Hug her
PJ jab HM ko hug Karti hai to unki chot dukh jati hai
PJ: aap theak haina ye choot kaise lagi
HM: bataya tha na ke accident Huwa hai
{ KS PJ se baat karna chah rahi hoti hai to isliye wo PJ ko dhoond rahi hoti hai, jaise hi wo HM or PJ ko baat karte dekhti hai to wo wahi darwaze pe ruk jati hai }
PJ: jab jante ho ke aap humse Kuch bi chupa nahi sakte toh phir chupane ki koshish Kyu Karte ho, chaliye ab bataye kaise lagi Choot, or kya chupa rahe ho hum se.
HM: aap ye ache se janti hai k hum apse jhoot nahi bol sakte, isliye jhoot nahi bolenge bas itna kahenge abhi hum aapko Kuch bi nahi bata sakte, paka aapko sahi waqt aane par sabkuch batadenge, par abhi nahi please.
KS ye sab dekh kar thora sa pareshaan ho jati hai,
PJ HM ke eyes dekh kr Samaj jati hai ke koi to bari baat hai Jo HM un se chupa Rahi hai or man hi man Dua Karti hai ke shiv G mere bacho par APNI Kripa banaye Rakhna
She moves forward and hugs HM
Jaise hi HM Ko PJ hug Karti hai unke (HM) face pe ik itminan a jata hai (also a little smile came on HM’s face, inner she says thank you maa for always supporting me bas ab Dua kijiye Ga aapki beti ne Jo Wada Kiya hai apse or apni dost se us wade ko wo ache se nibhaye.
When KS sees a little smile on HM’s face automatically a smile came on her face she was smiling while standing at the Door
HM ki Nazar KS pr parti hai
are Karishma Singh aap Andar aaiye na, Waha Kyun khadi hai aap { HM ankhoo se ishara krke kehti hai Andar aye)
KS: G MS
KS PJ pas ati hai or unhe Kuch kehna chah Rahi Hoti hai but bol nahi pati, Pj unki taraf dekhti hai or unhe hug kr leti hai
PJ to KS: aap ko pata maa ko na Apne bachon ki baat sunne ke Liye shabdoo ki zaroorat nahi, maa to Bache ki ankhoo se uske Dil ka Hal Bata deti hai.
while hugging PJ ro parti hai PJ to KS hum to Taras gaye the aap ko Apne gale se lagane ke Liye, AJ hum chain se so sakenge kyunke hamare sab Bache Sahi Salamat hamare samne hai,
bagwan G bas aise hi hum sab par apni kripa bnaye rakhiye,
KS also starts crying hugging PJ KS: Amaa ab aa gaye hai hum aur kabhi nahi jayenge aap ko chor kar
HM ki ankhe bi num ho jati hai undono ko aise dekh kr.
Hm Wipes her tears
HM: bas bas ab se koi Rona Dona nahi AJ to khushiyoon ka din hai, ik nai subha ka agaz huwa hai or ye subha hum sab ke liye khushiyon ka paigam laye hai, so no more sadness today, only khushiyon bari baatain.
PJ ke Sath KS bi muskara deti hai HM ki baat sun kar
PJ also wipes her and KS’s tears saying Sahi baat hai
( she cares ks face and kiss on ks forehead)
{ TERI MAMTA SE JO GEHRA HO
AESA TO SAGAR KOI NAHI
MERI MAA ke barabar koi nahi } plays in background
PJ Apne hath aage barhati hai ( for hug)
HM or KS bag kr PJ ko hug Karte hai
the trio hug
to be continued