Madam Sir : Kareena Fan Fiction A New Beginning (Part 23)

Part 23

HM: ab bataiye Kya Huwa tha ap ko?

KS: hame Aisa Laga ke Jaise hame koi Marne ki koshish kr Raha ho ( at a moment ks forgot about her bracelet because she feels safer in HM’s arms)

HM was shocked upon hearing this

HM ye sun kr shocked ho jati hai, HM in mind aesa Kiya hai Jo hum se choot Raha hai, Unke mind me wo sab Kuch ( rewind mood ) pe play ho jata hai kaise KS ka accident hona,  phir koi khabar na milna, hospital me karishma singh pr attack hona or AJ subo UN par attack. 

HM bohat hi zayada pareshan ho jati, (in mind) hame jaldi se us shaks ko dhoondna hoga jisne apko hum se dur kiya, ye wada hai hamara usko dhoonde bina chain se nahi bethnge.

wo KS ko ye bool kar calm Karwa deti hai ke aisa Kuch bi nahi hai, ap shayad Kuch zyada soch rahe hai, dekiye ap hmre Sath hai or bilkul safe hai, kuch bi nahi hua aap ko. 

HM to KS chaliye Ghar Chalte hai, sham ho Gayi hai, or SS bi AJ hostel nhi jayegi Ghar hi ayegi.

Or Armaan bi to Ghar par hai naa, sab uske liye naya hoga, chaliye ghar chalte hai. 

KS: Armaan ( armaan se to promise Kiya tha usko Sach batane ka ) G Madam Sir.

KS and HM both reached HM’S house

Jaise hi HM ghar me enter karti hai unhe unke fav paneer pakore ki mehak ( khushboo ) aati hai: jaise hi ( paneer pakora ) ki mehak ko mehsoos krti hai, unke man me jo pehla lafz ata hai wo Ami hota hai! 

KS See armaan playing with SS

HM to KS aap change kar lijiye hum bi fresh ho jate hai 

HM: ammi jaan aaye hai, ye khushboo unhi ke hath ke bane huwe paneer pakora ki hai, lagta hai ami kitchen mei hai, chaliye haseena malik ye to kitchen me ja kar hi pata lagega,

HM goes towards the kitchen.

HM See’s PJ is in the kitchen, she didn’t find Ammi,

HM in mind; hame laga ami aa gaye honge, but wo to aaye hi nahi.

HM PJ ke pass ja kar unko peeche se hug karti hai, are wah AJ Khushbo to bohat achi a Rahi hai Kiya pakaya ja Raha hai?

PJ: Tum sab ka favorite Khana 

HM excitement mei hi paneer pakoda utha leti hai ye kehte hue AJ to bari book lagi hai 

jaise hi HM paneer pakoda utha kar Khane lagti hi HM ki Nazar PJ pr parti hai 

PJ ke hath me kadai ka chamach hota hai or Wo HM ki taraf dekh Rahi ( staring ) hoti hai 

HM PJ ko dekh kr hi Samaj jati hai ke PJ Kyu unhe aise dekh Rahi hai;

HM, sorry maa wo Bhook bahut lagi hai, ye dekhiye hum ja hi Rahe hai change krne!

PJ smiles HM ki BAAT sun kar, jaiye or fresh hojaye, hum tab tak khana lagate hai

HM: ji bas 2 min dijiye hum fresh ho kar aate hai.

KS Armaan pas jati hai 

Armaan hugged KS, saying mama ye dekho Meri new friend kitni achhi hai mere Liye itni sari chocolates laye

KS: SS ko kehti hai iski Kiya zaroorat thi

Ks to Armaan: Apne didi ko thanks bola

Armaan: ha mama thanks ke Sath bohat Sara payar bi Kiya aisa 

wo KS ko hug kar ke Bata hai

KS kisses on Armaan’s cheeks 

KS to SS: hum fresh ho kar ate

Kitchen se PJ SS ko awaz laga kar kehti hai, Santu ao zara hamari madad karo,

SS PJ ki awaz sun kr aye pushpi,

SS Armaan ko kehti hai aap khelo, hum aate hai.

KS in her room searched for her bracelet, she find it under her pillow,

KS: shukar hai jo hame ye bracelet mil Gaya Warna, ( she remembered what happens today in thana, and how HM)

SS kitchen me Chali jati hai, Meanwhile

 Armaan : aj mama ke liye pani mai le kr ata hu, pehle wale ghar mei to kaka dete the!, pr ab wo to hai nahi yahan,

Armaan kitchen se pani ka glass le kar KS ke pass ja raha hota hai, dusri taraf HM change karke, kitchen ki taraf ja rahi hoti hai,

HM aur Armaan apas mei takra jate hai, Armaan niche girne wala hota hai ke HM age bhar kr usko girne se bacha leti hai,

( glass ke girne ki awaz sun kr SS, PJ, KS hall mei ponch jate hai )

Armaan HM ki gaud me hota hai, HM to Armaan: aap theek hona, chot to nahi lagi?

KS baag kr Armaan ke pass jati hai,

KS to Armaan: bacha aap theak hona?

HM in mind: ye to wohi bacha hai, jo hame KS ki birthday pe mila tha orphanage ke bahir, or phir jab hum Amritsar ke liye nikal rahe the tab thane ke bahir. Baar baar hame Armaan se milwana Kismat ka ishara tha hame, HM Armaan ko dekh kar bahut khush ho jati hai,

PJ to KS: dekiye dehan se koi chot to nahi lagi na

Armaan in mind: ye to wohi police auntie hai, kiya ye mama ki sister hai kiya?

PJ or SS, HM ko muskarata huwe dekhti hai to PJ HM se poochti hai kiya huwa,

HM unko btati hai ke ye wahi bacha jis ke bare mei humne aap se zikr kiya tha, jo hame inke janam din pe mila tha.

Armaan HM ke paas jata hai or (clap and dap style mei ) handshake krta hai.

KS: HM or Armaan ki bonding dekh kr khush ho jati hai,

PJ: mata rani teri leela aprampaar hai,

PJ ( AK, KS, HM ) ke hath ek dusre ke hath me rakh deti hai, or ashirwad deti hai ke hameesha sath rahe, Sab sath hai cheetah or billu hota to kitna acha hota na!

Meanwhile, the doorbell rings,

SS: mai dekhti hu

The door opens,

CC or Billu dono ik sath bolte hai surprise,

UN dono ko dekh kr sab khush hojate hai!

PJ: chalo ab jaldi se khana kha lete hai thanda ho raha hai,

SS: ha khate hai, mere to pait me chuhee race laga rahe hai.

CC: uff ye masoomiyat santu G

All of them smiles or khana khane chale jate hai,

A call comes on HM’s cell phone,

HM Heard something on phone and left Shocked

to be continued

Share
Published by