Fan Fiction

Main Ladki Nahi…..”MAA” Hoon……OS

It was a warm day…..bright and sunny…..clear blue sky studded with puffy white clouds…..
The most beautiful day hitherto this spring??⛅??……

It was night now….the beautiful day had passed ….and the night had taken an unexpected turn……..the beautiful white clouds were now overpowered by the dusty black ones….the thunder was roaring ….it was lightening⚡⚡…..people in Delhi wondered what was wrong with the weather. ….the elders claimed. ..it was the symbol of god’s rage and fury……….”SARVANASH” was about to happen……

At this very moment…..at the TRIPATHI house…..Mrs.Tripathi…..who was expecting a child……grew cautious…… She called her son BALDEV…..(who was just 5 yrs old)…and asked him to inform his dad that she was in labour….

It began to rain☔☔☔☔

They rushed to the hospital…. Mrs.Tripathi was admitted…… Mr.Tripathi and baldev waited outside…..wondering whether it would be a girl or a boy!!!

After around an hour or two the nurse came out…

She announced….

Badhai ho….aapko beta ya beti nahi…..MAA hui hai…..

Mr. Tripathi was shocked….MAA hui hai???

Nurse: Ji haan….aapke bacche ke sir ke peeche likha hai…

“Main ladki nahi….MAA hoon”

Little baldev was confused…..”ma toh pehle se hai na mere paas….aur aapne toh kaha tha…ki bhai ya behen hogi…..Yeh ek aur MAA ka main kya karunga?”

Dad had no reply….he just wanted to see his MAA…..

When he went inside the OT he was shocked to see it written on the back side of her child’s head….that she was not a girl but only…MAA….

They said..” Hamari beti ishwar ka vardaan hai…… Isliye him Iska naam ISHWARI rakhenge”

Baldev: papa main Isse kya bulaunga….ma ya behen??

Dad: beta tum bas Isse ISHWARI bulaao…..

ISHWARI?????

Years passed and ISHWARI’s hair grew long hiding her birth mark……(main MAA hu??)

When ishwari was a kid…and people used to say……”beta Zara idhar aana”….she used to reply……”beta hoga tera baap…..main MAA hu….MAA….”

ISHWARI never went to school…..because she refused to be considered as a child. ….aakhir woh paida hi MAA hui thi …..school toh bacche baate hain na!!!

So here dear….ISHWARI kabhi school nahi gayi…

Aaj ISHWARI ka lagan hone waala hai…..ladke waale dekhne aane waale hai…….aur woh aa gaye .. The DIXITS……

Ladka badal hi handsome hai …..ladki bhi khoobsoort hai…..oh sorry… MAA bhi khoobsoort hai?

Rishta pakka ho gaya…..sasur ji ne bete se kaha…….badhai ho beta hum tere liye maa dhoondh laaye hain…….

Toh shaadi par board laga…

Ishwari weds……

Ruko yaar….

Ishwari boli…” Yeh ishwari weds kyun likha hai…..main maa hu maa….

Board change karwaaya gaya…..

“MAA weds Mr.Dixit”

Shaadi hui….aur Kuch samay baad ….finally hamari MAA….sach mein Maa ban gayi…

Bete ka naam DEVRATH….

But Yeh eklauta nahi tha….maa ban ne ka shauk itna tha ki…..NEHA, RIYA aur NIKKI ki bhi maa ban gayi ……phir bhi chain na pada…..

Iss sabse tang aakar…..Mr. Dixit ne suicide kar liya…..bole main aur baccho ka baap nahi ban sakta ……..????

ISHWARI ko laga ki unki mrityu ek haadsa hai…….woh kabhi Yeh sach nahi Haan paayi ki uska pati…..MAA ki wajah se Mara hai…….

Din beete ….saal beete….sab badal gaya par…..maa nahi badli……

In short she just grew up to be an overpossessive , self centered, Devi quick se bhi zyada chipku MAA…

Jab dev ki shaadi ki baari aayi toh usmein Anna hazare ka bhoot ghus gaya…..Anshan par baith gayi……..dev ne vishwaas dilaya ki woh kabhi shaadi nahi karega…..

Lekin kismat ke Aage kiska bas chalta hai….

Dev+ Sona= Devakshi….ho gaya..

ISHWARI ko toh maano sadma lag gaya….????

Usse unsuni undekhi koi beemari ho gayi…..baat baat pe chakkar aane lage…..halwa banne ke daure padhne lage……

Uski Yeh haalat dekh ke maatribhakt dev ne sona ko chhod diya….

7 saal baad woh aaj phir mile hai…..

Waqt ne kiya kya hasi sitam…tum rahe na tum hum rahe na hum…

Par MAA

Maa toh maa hi rahi….

Aaj bhi hum iss ummed mein zinda hain ki Yeh ek din zaroor maregi …..par lagta hai bhagwaan Isse waapis nahi bulaana chahte…….he is scared ki Kahi Yeh maa unki married life bhi na tabaah kar De……

Aaj bhi jab uske 6 saal ke pote ne usse poocha ki aap bhi toh girl ho …toh usne kaha….

MAIN LADKI NAHI…..SIRF MAA HU…..MAA

Ab aap soch hi sake hai aisi …..rakshasni kabhi nahi badal sakti……par Mujhe poora vushwaas hai ki ek din him sabki badduaayo ke bojh ke ke neeche aakar Yeh zaroor maregi …

Tu zaroor maregi ISHWARI ..

Tujhe marna hi hoga….

Iss duniya ki shanti ke liye…..

Tujhe marna hi hoga??????

P.S. Yeh ishwari naamak rakshasi kab maregi Yeh toh bhagwaan bhi nahi jaanta…..isliye Maine Isse maaara nahi…….but suna hai sacche dil se ki gayi prarthana zaroor poori hoti hai….

So let’s just pray….

P.P.S. special thanks to NIKKITA and SHALINI for inspiring me to write this article n giving ideas…

Share