Swasan OS

“Pehli Baarish”

Laksh:aur kya pasand tha usay bhai?
Sanskar:baarish bohat pasand thi usay lucky.
Mujhe yaad hai jab pehli baar main usay mila tha tab bhi baarish ho rahi thi aur woh baarish main aise bheeg rahi thi jese pehli baarish ho.
Jese koi bacha baarish ko dekh ke khush hota hai aur us main khailne lagta h blkul wese hi woh baarish ki har boondh ko mehsus kr rahi thi aur jese baarish tez horahi thi uske chehre pe khushi saaf dekh rahi thi.
Laksh:haan bhai mene suna h ladkiyon ko baarish bohat pasand hoti h.
Phir kya huwa bhai?
Sanskar:main bs usay dekhta raha jab tak baarish ruk nahi gayi.
Laksh:ap us se mile nhi?
Sanskar:nhi
Laksh:aisa kese ho sakta h ki ap kisi se itna pyar karo aur us se mulaqat hi na ho.
Sanskar:tu nhi smjhe ga lucky mera pyar sabse alag h kyunki woh sab se alag thi.
Lucky mene kabhi kisi ko apne aap main itna khush nhi dekha jitna woh thi.
Roz uske ghar ke saamne bs usay dekhne jata tha aur door se dekhta rehta.
Woh ya toh mousam ko enjoy krti ya phir mohalay ke bachon ke saath football khelti rehti.
Laksh:haha football?
Sanskar:haan shyd usay football pasand khelna pasand tha.
Laksh:acha par bhai tune kabhi uske baare main koi info nhi li?
Sanskar:ek din mohalay ke kisi bache se pucha tha mene.
Flashback
Sanskar:Hi
Child:ji uncle
San:agar main tumse kch puchunga toh batao gay?
Child:kya uncle?
San:us ladki ke baare main jiske saath tum log football khelte ho.
Child:nhi woh hmri di hai.
San:acha agar main tumko chocolate dun phir? Child:sachi chclt doge na?
San:haan jhut main bolta hi nhi.
Child:tek h pucho.
San:kis naam se bulate ho usay?
Child:di
San:nhi uska apna naam.
Child:toh aise bolo na uncle.unka naam swara h.
San:(smiles)Swara.kitna pyara name haina.
Child:ab chclt do na uncle.
San:nhi abhi kch aur puchna h.
Acha yeh batao ki uski family main kon kon h?
Child:jabse unke maa baba accident mein mar gaye tabse di akele rehti h.
San:oh!aur kya krti h woh?
Child:subah ko office jati h phir saara din yahi hmre saath hoti h.
San:office?kya kaam krti h woh?
Child:woh toh nhi pata.
San:koi baat nhi acha last qstn yeh batao ki usay kya pasand h?
Child:di ko baadal(clouds),baarish aur football bht psnd h.
Unko baarish ke boondhoon ki tip tip aur baarish main bheegna pasand h.
San:(smiles)acha ab tum jao.
Child:meri chclts?
San:oh haan yeh lo.

FB ends

Laksh:sach bhai bht diff h woh baqi ladkiyon se.
San:isliye toh pyar huwa mujhe us se.
Lekin shyd mera pyar adhura rehna tha.
Laksh:aisa kyun bol raha h bhai kya huwa?
San:us din bhi main uske aane ka wait kr raha tha lekin woh nhi ayi.
Phir shaam huwi toh main pareeshan hogaya aur usi bache se pucha toh usne bataya ki swara ki tbyt bht khrb h.
Yeh sunte hi main bhaagte huwe uske ghar gaya.
Andar saare bache uske ird gird khade thay main usko dekh nhi paya phir thodi dair baad usay med de ke sab wahan se chale gaye.
Main uske paas gaya woh so rahi thi.

FB starts

He sits near her.
Tears rolls down from his eyes.
Seeing his love swara in this state s not acceptable for him.
He moves his fingers in her hairs.
Sanskar:main tmhn is trah nhi dekh sakta swara.main nhi janta ki kab tumse itna pyar hogaya kab tum mere liye itni imp hogayi.
Jaanti ho swara ab tum meri aadat ban gayi ho jab tmhn dekhta hun toh lgta h ki puri kainaat ki khushiyaan mil gayi h mjhe.
Aaj tumhn nhi dekha subah se tmhri awaz nhi suni toh laga meri saansein rukne wali h.
Plz jaldi se tek ho jao phir main tmhn bataunga ki kitna pyar krta hun tumse.

[PRESENT]

Laksh:bhai tune pehle kabhi uske baare main nhi bataya aaj tu mjhe yahan le aaya aur abhi bata raha h.
A tear skips from sanskar eyes
San:lucky yahi woh jagah h jahan khada hokar roz main usay dekhta tha.
Laksh:kya?aur uska ghar kahan h?
San:ghar toh logon se bante h lucky ab woh ghar nhi h.
Laksh:kya bol raha h bhai?
San:ab kch nhi raha.

FLASHBACK

Sanskar:doctor kya huwa h swara ko?
Doc:ap kon?
San:main jaanta hun swara ko ap bataiye na kya huwa h isay?
Doc:agar ap inke apne hain toh apko pata hona chaiye ki inko blood cancer h woh bhi last stage.

PRESENT

With teary eyes
San:mujhe laga mere paoon ke neeche zameen nhi rahi,lucky ek hi pal mein meri zindagi khtm ho gayi.mujhe yaqeen nhi aya mene doc ki baat ka vishwaas nhi kiya aur jitne qualified doctors ko main jaanta tha sbko swara ki reports dikhai aur checkup karaya lekin sabne ek hi jawab diya.
Laksh gets shocked.
Laksh:am sorry bhai mujhe tujhse nhi puchna chaiye tha.
Bhai khud ko sambhaal plz.
San:main tek hun lucky. Woh din meri lyf ka sabse bura din tha lucky jab ek hi pal mein meri saari khushiyan khtm hogayi.
Us din mene khud ko bht kamzor paya lucky.

FLASHBACK

Morning at Swara House

Sanskar getsup & vs about to go wn.
Swara:kahan ja rahe ho?
He turns & cm near her
Sanskar:swara tum..tum tek hona?
Swara:haan.ek kaam karoge mera?
San:haan swara bolo.
Swara:bahir baarish horahi h haina.
San:haan swara
Swara:mujhse nhi chala jaraha kya tum mujhe bahir le jaogay.
San:lekin tmhri tbyt tek nhi h.
Swara:kya farq padta h is se.wese bhi bht kam samay h mere paas plz.
San:(tears in eyes)tek h main le jata hun tmhn.
He picks her in arms & went outside.
San:mjhe pata h baarish bht pasand h tmhn.
Swara:sirf baarish nhi tum bhi.
San:kya?
Swara:itna pyar krte ho mujhse aur kabhi bataya bhi nhi?
San:tum..
Swara:mene tmhri btn sun rahi thi sanskar main so nhi rahi thi kamzori thi isliye aankhein band thi lekin mene sab dekha kese tum meri care kr rahe thay kese pareeshan thay mere liye.
Roz mere ghar ke saamne khade hoke mujhe dekhte thay na tum sirf mujhe dekhne ke liye?
Bataya kyun nhi pehle ki pyar krte ho mujhse?
San:kbhi himmat nhi huwi tumse baat krne ki aur pehle nhi pata tha ki pyaar h aur jab pata chala toh halaat aise h ki chah kar bhi nhi bata saka.
Swara:pehle kabhi koi meri zndgi main aisa nhi aya jo mujhse itna pyar kare meri itni care kare aaj mila h toh zndgi hi nhi h.
Sanskar:nhi swara tmhn kch nhi hoga
Main tmhn kch nhi hone dunga.
Swara:(smiles)kash thoda aur waqt mil pata
Tumhre saath do pal jeene ke liye.
Lekin koi baat nhi is janam mein na sahi lekin agle janam swara sirf sanskar ki aur sanskar sirf swara ka hoga aur koi doori koi majburi nhi hogi.
Sanskar:i love u swara
Swara:i love u sanskar.pyar toh mjhe bhi tumse huwa lekin jab apni bemari ka pata chala toh socha tum meri wajah se apni lyf kyun barbaad karoge isliye nhi kaha tumse.
Sanskar:tumne aisa kyun socha swara main tmse har haal main pyar krunga sur mera pyar kabhi khtm nhi hoga kabhi kam nhi hoga.
Swara:jaanti hun sanskar tumhra pyaar sabse alag h wrna koi kisi ko dekh kar us se pyar kare us se mile bina usko chahe aaj kal aisi pyar kahan h?
Sanskar:mera nhi humara pyaar swara.
Humara pyar sabse alag h,wahan upar sab pehle se likha huwa tha mera ek din yunhi achanak se yahan se guzarna,tmhn dekhna,roz phir yahan tumhn dekhne aana aur tumse pyar hojana sab pehle se tay tha.
Swara:aur aaj yeh baarish humare pyaar ki pehli baarish h.
Sanskar kya huwa ki main tumhre saath zindagi nhi bitapaungi kya huwa ke mere paas waqt kam h,kya huwa ke hum mil ke apne kal ke sapne nhi dekh paye,kya huwa ke humara pyar adhura raha.
Lekin sanskar tumhn jeena h hmre pyaar ke liye,abhi puri zindagi h tmhre saamne usay jeena.
Main nahi hungi lekin meri yaadein hogi tmhre saath mera pyar hoga tmhre saath.
Tum kahi bhi hoge main hungi tumhre saath rooh ka rishta h humara sanskar.
Sanskar eyes filled wid tears.
He tightn his grip on her as he vs afraid of losing her.
She closes her eyes & rest her head on his chest.
Sanskar:swara?
But she vs no more.
He shouts:swaraaaaaaa……
& falls on his knees wid swara in his arms.

Hamari Adhuri Kahaani plays in bg

PRESENT

Laksh:bhai tera pyar sabse alag h aur sacha bhi.
Sanskar:haan lucky woh kahi nhi gayi yahi h mere saath.
Suddenly rain starts
Sanskar:dekho phir se baarish ho rahi h dekhna abhi woh ayegi neeche phirse baarish main bheegne.
Saying he runs to d same place wr dey mt last tym & strts enjoying rain.

The End

Share
Published by