Episodic Analysis

Siddhant’s One Liners : Yeh Pyaar Nahi Toh Kya Hain (Pearl : 02)

21.”Sirf bada soch ne se bade nahi bante, mehnet bhi kar ni padti hai”

22.” Woh baat adult hai, isliye mein tumhe nahin bata sakta”

23.” Adami sawal puch ne se aage nahi badhta, jawab dhundh ne se badhta hai”

24.”Tumhe kaun kaun si cheez se allergy hai ek list banake chapawa do..”

25.”India ho ya America softie type ki ladki hamesha softie hi rahegi”

 26.To Purva : “Sapne woh nahi hote jo hum sote huye dekhte hai, Sapne woh hote hai jo humein sone nehi dete” 

27.”Aur zor se bol taki jinko nahi sunna chahiye unhe bhi sunayi de”

28.”Tu Brahman ki beti ho, Gyan ki khoj kar, Gyan milega”  

29.To Anu: “Iski (underwear) jo jagah hai, waha ek pehle se hi hai, dikhau”  

30.”Hum toh wait hi kar rahe the, Saree pehna hai kuch na kuch toh hona hi tha” 

31.”Hum jante hai tum chahte toh nehi ho, par afsos ab humari shakal tumhe roz  dekhni padegi”

32.”Koshish toh humne bohot ki ke tumhe roz roz humari handsome shakal na dekhna pade”   

33.”Dhool kha kar char din tak beemar par gayi thi, ab cab me jaogi.. Hum par ilzaam ayega” 

34.”Siddhant Sinha sirf aur sirf apne khud ka replacement ho sakta hai “

35.” Lagta hai tumhare fashion sense ko gehri chot pauchi hai”

36.To Waiter: “Jitni der mein tu coffee banayega na utne der mein toh biriyani pak jayegi” 

TO BE CONTINUED…..

 

fenil

ઘણુ બધુ કહેવુ છે મારે તને, પણ ક્યારેક તું નથી તો ક્યારેક શબ્દો નથી..!!

Share
Published by